Madina Masjid ki tameer jaari hai. Allah ke ghar ki tameer mein aapka har ek rupya sadqa-e-jariya ban sakta hai. Aaiye, is nek kaam mein shaamil hon.
Abhi Donate KareinβJisne Allah ke liye masjid banayi, Allah uske liye jannat mein ghar banata hai.β β Hadees (Sahih Bukhari o Muslim)
Neeche se koi bhi raqm chunein. Har chhoti badi madad Madina Masjid ki tameer ko aage badhati hai. Saare payment Razorpay ke zariye surakshit tareeke se hote hain.
βΉ1,000 donate karke Madina Masjid ki tameer mein seedha hissa lein.
Jitna chahein utna dein
βΉ250 donate karein
βΉ500 donate karein
βΉ2000 donate karein
βΉ5000 donate karein
Masjid ki tameer ek badi zimmedari hai jo samaj ke sahyog se hi poori hoti hai.
Eent, cement, sariya aur doosra zaroori building material.
Namazion ke liye wuzu khana, saaf paani aur bijli ka intezaam.
Jab tak masjid mein sajda hota rahega, tab tak aapko iska sawab pahunchta rahega, in sha Allah.
Madina Masjid Committee
Pata: Tarauli, Mathura